Books
Quotes
Blog
Author Program
Sign In
Sign Up
Kar liya hai khud ko tere mohobat me barbad... Akhir ye mohobat karna bhi to tumne sikhaii haii... Ye barbadi kimat hai tere is sikh kiii...
— Vandana Pradhan
Tags: missing-someone, love-quotes, love, life-quotes

Other Quotes by "Vandana Pradhan"

Aj fir kisi ne pucha karo ek sabad me baya apne mohobat koo.... Zuban par sirf tera naam aya....
— Vandana Pradhan
Tags: missing-someone, love-quotes, love, life-quotes
Kash tujhe pane ki bhi koi kimat hoti... Sabse mehangi boli humari hotii...
— Vandana Pradhan
Tags: missing-someone, love-quotes, love, life-quotes
Meri har khawahis puri karne ki kasam khai thi tumne.... Tumhare pyar me barbad hona bhi ek khawahis thi meriii... Lo wo bhi puri kar di tumne...
— Vandana Pradhan
Tags: missing-someone, love-quotes, love, life-quotes
Dur se samandar ki gahrai naapne walo Kabhi pani me utar kar to dekhoo.. Mohobat par gyan dene walo Kabhi mohobat kar ke to dekhoo.. Asan nahi hai ese rah par chalna jo apki manzil nahi.. Kabhi bina manzil-e-chahat ke chal kar to dekhoo....
— Vandana Pradhan
Tags: missing-someone, love-quotes, love, life-quotes
Kuch to koosur logo ka bhi hota hai.. Har bar koosur kismat ka nahi hota...
— Vandana Pradhan
Tags: missing-someone, love-quotes, love, life-quotes
View More by "Vandana Pradhan"
  • About
  • Contact Us
  • Terms and Conditions
  • Community Guidelines
  • Privacy Policy
© WSIRN 2025, Made with ❤ in Tokyo & Bali.